Description
Yamaha YBR 2019 model hai. overall achi condition mein hai aur engine bhi bilkul theek chal raha hai. Bas kuch minor issues hain, self-start kaam nahi kar raha, kaafi arsay se khari thi is wajah se front shock se halki oil leakage hai aur front hood thora crack hai. Documents clear hain, original smart card aur file available hai. Biometric filhal available nahi ha. o3.24. 177.80
9.0