Description
DRIVER REQUIRED – KARACHI
Humein office pick & drop ke liye ek responsible aur experienced driver ki zaroorat hai.
Location Preference:
- Landhi ka rehne wala ho, preferably Babar Market ke aas-paas.
- Korangi ka rehne wala ho, preferably Coast Guard / W-22 ke aas-paas.
Job Timing & Details:
- Subah office ki ladies ko drop karna hoga.
- Shaam ko office se pick karna hoga.
- Sirf morning aur evening duty hogi.
- Din ke baqi tamam waqt gari free hogi. Gari parking karke aaram kar sakte hain.
Responsible aur punctual driver ko preference di jayegi.
Interested drivers contact karein.
Sirf Landhi aur Korangi ke local drivers rabta karein.