Description
Washing Machine For Sale – Original Motor | Working Condition
Washing machine sale ke liye available hai. Machine ka original motor bilkul theek aur properly working condition mein hai. Washing function overall kaam karta hai.
Machine mein kuch minor repair/maintenance ki zaroorat hai:
• Wash machine ka phool aur pulley change hoga is liye nikal kr rakh di hai.
• Dryer motor mein minor repair ki zaroorat hai
• Original motor installed hai washer tub me our corrrectly working hai
• Machine repair ke baad easily use ki ja sakti hai
• Suitable for someone looking for a reasonable price mein repairable washing machine
Machine genuine condition mein hai aur koi major motor issue nahi hai.
Buyer machine ko dekh kar/check karke purchase kar sakta hai.