Description
bilkul ok ha koi issue nahi ha 4k ka daba pack milta ha or Mana kuchdin use kia ha sell karna ha use daba sath nahi ha. charger cable sath ha battery eik dad's full charge karna pa 2 din 3 din Tak aram se nikal jati ha seerious buyer wants kara. urgent sell karna ha rabta karna ka lia message karein whatsapp pa (Chat with seller) ye pa sirf 18 plus ki umar ke fard ka lia ha