Description
Assalamu alaikum main pichhle 2-3 mahine se berojgar hun 11 class se padi hai alhamdulillah mujhe agar defence mein ya kahin bhi chaukidar ki ya guard ki job mil jae ya Ghar Ke kamon ke liye job mil jaaye to meherbani Hogi aap sab ki alhamdulillah Sab kuch jaanta hun Sab kam kar lunga agar kahin job mil jaaye to aap sabki Mahrbani Hogi Inshallah Zindagi Rahi to shikayat ka mauka bhi nahin aaega Allah pak ap sb ko Khush rakhe (Chat with seller) contact