Description
ya soken logo ka Liya hai isma beat ka cylincer Laga hua hai or ya 120+ speed marta hai isko maina bohot saf rakha hua hai ya Honda ko bi pecha chorta hai or iska sath flame bottle hai or 2020 model ki original Honda ki tank Laga hua hai digital meter hai flame bottle hai ap ek bar dekha ga apko Pasand a Jai ga double Saman ka sath hai sab Kuch new lagwaya hua hai isko ap ride pa la kar ja sakta hai 125 sa uper jata hai iski speed or sound ap Sunna ga to ap ko Laga ga new bike hai biometric moqa pa