Description
Unique 70cc 2021 Model bike sale ke liye available hai.
Bike ki condition bohat achi hai. Engine, body aur baqi tamam cheezen bilkul OK hain. Bike running condition mein hai.
Complete File Available
Smart Card Bana Hua Hai
Tamam Papers Complete Hain
Documents Clear Hain
Engine OK
Bike Ki Running OK
Overall Condition OK
Note: Sirf silencer ki jaali andar se thori si tooti hui hai. Is ke ilawa bike mein koi masla nahi hai.
Serious buyers rabta karein. Shukriya!
Whatsapp(View phone number)