Description
Unique 70cc Bike For Sale – Model 2019 | First Owner | Mint Condition
Unique 70cc model 2019 bike sale ke liye available hai.
First Owner: 2019 mein new purchase ki thi aur tab se khud use kar raha hoon.
Mint Condition: Bike bohat achi condition mein hai aur bohat care ke saath rakhi gayi hai.
Original Engine: Aaj tak engine khula nahi hai aur na hi engine ka koi kaam karwaya gaya hai.
Single-Hand Use: 2019 se ab tak sirf ek hi bande ne use ki hai.
Well-Maintained: Bike ko hamesha achi tarah maintain kiya gaya hai aur apne model ke hisaab se bohat behtareen condition mein hai.
Bike un logon ke liye behtareen choice hai jo original engine aur achi condition mein reliable bike lena chahte hain.
Demand: Rs. 55,000
Price negotiable hai, lekin Rs. 50,000 se ek rupiya bhi kam nahi hoga.
Sirf serious buyers rabta karein. Fazool time waste karne wale hazraat rabta na karein. Shukriya!
(View phone number)
no messgae reply
only call and whatsapp