Description
Tecno Spark Go 3
4GB RAM + 64GB storage
Colour: Titanium Grey
Sirf 2 mahine istemal kiya hua, bilkul behtareen condition
Koi scratch ya damage nahi
Mukammal tor par chalu, koi kharabi nahi
Charger saath hai
Mobile installment wala hai, jo lega wohi installment dega.
Mahana installment: Rs 4350 | Baqi installments: 10 Hain
Location: Badami bagh
Rabta karein: (View phone number)
Sirf serious khareedaar hi call ya message karein.
Exchange mumkin hai