Description
Mobile use krne mein bilkul new jaisa hai camera result Bhi outclass hai sath mein back cover free hai
screen pe nishan hai baqi set ok hai
mobile Ka box or original charger available hai.
price munasib he lagai hai thori bohat gunjaish ho Jaye gi
sirf serious buyer contact kren
shukria