Description
TECNO Mobile For Sale – 10/10 Condition
TECNO mobile taqreeban 3 mahine use hua hai. Mobile bilkul fresh aur zabardast condition mein hai. Koi fault nahi hai, mobile 100% OK hai.
10/10 condition
Sirf 3 mahine used
Box available
Charger available
Koi fault nahi
Har cheez bilkul OK hai
Mobile check kar ke le sakte hain. Serious buyers rabta karein. Price munasib rakhi jayegi.
Only Serious Buyers Contact Karein.