Description
Tecno Spark 30C hai, RAM/ROM 6/128GB. Condition 10 mein se 8.5 hai. Charging port change karwane ki wajah se mobile back side se open hua tha, jis ki wajah se back panel ki Patti ka thora colour utar gaya hai. Sides par girne ki wajah se halkay phulkay dents hain. Baqi sab kuch 100% original hai aur mobile bilkul fit hai Original Box or charger majood hy