Description
Tecno Spark 30 Pro (Model: Tecno KL7) bechna hai. Phone bilkul brand new condition me hai, koi scratch ya masla nahi hai. 10/10 condition hai.
Specifications:
RAM: 8GB + 8GB Extra (Total 16GB MemFusion)
Memory: 128GB Storage
Processor: Helio G100 (Gaming aur daily use ke liye best hai)
Camera: 108 MP Back Camera (Dhamaka result) aur 13 MP Front Camera
Battery: 5000 mAh (Sath me Dolby Atmos speakers hain)
OS: HiOS 14.5. 0
Condition:
Sides, back aur camera lenses bilkul saaf hain (Aap pictures me dekh sakte hain).
Sath me premium black protective cover bhi milega