Description
Main apna mobile bech raha hon . Paisy zarorat hain is liyey . Mobile ki 16gb ram hai 256 gb memory hai . mic ka thora sa masla hai k agr whatsapp call karou tou awaz ati hai jati nhi lekin jb loudspeaker on karou tou awaz ati bhi hai aur jati bhi hai aur whatsapp k ilawa mic ka koi masla nhi hota tab awaz ati bhi hai aur jati bhi hai loudspeaker k beghair