Description
Tecno Spark 20 mobile for sale. Mobile bilkul 100% okay condition mein hai aur chalne mein bilkul smooth hai.
RAM: 16GB (8GB + 8GB Extended RAM)
Storage: 256GB
Condition: Overall 100% working, superb camera performance aur zabardast battery timing (Fast charging support)
Accessories: Original box aur original fast charger saath hai.
Important Mention: Phone ka Back Glass change karwaya hua hai. Camera lens ke paas ek chota sa dot hai jo performance ko affect nahi karta. Baqi mobile completely clear aur genuine hai.
Exchange: Kisi achay mobile ke saath exchange bhi possible hai.