Description
Description:
Tecno Spark 40 mobile sale karna hai. Phone bilkul sahi halat mein hai, koi masala nahi hai.
• Storage: 128 GB
• RAM: 6GB (+6GB)
• Warranty: 6 Months official warranty baaki hai
• Accessories: Original box aur original charger milega
Sirf serious buyers contact karein. Price thodi kam ho jayegi.