Description
Tecno Camon 40 Pro (8GB RAM / 256GB Storage) sale ke liye available hai
Condition 10/10 bilkul saaf aur pristine halat mein hai
Dual SIM 100% working mein hai aur phone bilkul original hai
Kabhi khula ya repair nahi hua, completely non-repaired phone hai
Sath mein sirf mobile hai, dabba aur charger sath nahi hai
Demand 65,000 hai lekin 62,000 tak final ho jaega
Sirf serious buyers hi rabta karein