Description
tecno camon 30 8+8/256 me hai all ok hai koi folt nhi hai bas thora sa penal toota hua baki all ok sil set hai daba hai par uske IMEI number mit gayen hain baki original charger bh sath me hai 70w ka mobile har chiz me ok hai camera me gaming me charging me all ok hai or mujhe exchange bh Karna hai 8/256 me ho bhale hi daba na ho uska chale ga par mobile Acha ho