Description
Tecno Camon 20 10/10 condition mein hai
One-hand use hua hai
Koi software ya performance issue nahi hai
Display & touch 100% OK
Battery backup achha hai
Mobile properly maintained hai
RAM: 8+8 / 256GB
Camera lens: Upar wala lens changed hai, neeche wala lens original hai. Camera properly working hai.
Mobile check karke satisfaction ke baad deal karein.
Serious buyers contact karein.