Description
Tecno Camon 15 sale karna hai.
Ghar ka use hai aur bilkul sahi hai normal use k liye.
RAM / Storage: 4GB / 64GB
Condition: Neat & clean, sab kuch (Camera, Touch, Battery) perfect kaam kar raha hai. Bas panel change karwaya hai abhi aur fingerprint sensor kaam nahi kar raha.
Accessory: Sirf Mobile Set available hai.
Location: North Karachi / Hyderi, Karachi
Serious buyers rabta karein!