Description
Assalamualaikum Hiroof 2008 model good condition andar se puri original hain bahir se abhi humne new paint krwaya hai fresh look k Liye apne engine me hain 101 person engine oky Hain oil abhi humne change krwaya hain lpg petrol lga howa hain 4ro Tyr 90 person oky hain tubeless Tyr hain gari ka jump humne new dhal waya hain. heavy sounds system lga howa hai expensive allyrim lga howa hain Wairing wgra sb on hain dry betrry lgi hoe hain gari me aik rupy ka koe km ni hain well maintained car hain lo or lejao kahe bhi alhumdullia jis Bhai ko chahye wo rbta kre time west krne wale dor Rahen shokirya (View phone number)