Description
2017 Model 70cc Bike For Sale
self start hein Lekin onwer slft-start use nahe karta.
Self-start bike hai.
Engine bilkul perfect hai.
Bike chalne mein bilkul smooth hai.
Koi paison wala kaam nahi hai.
2nd owner bike hai.
Tanki aur side covers original hain.
Bike overall bilkul theek condition mein hai.
Price final hai, please koi bargaining na karein.
Sirf serious buyers rabta karein. Fazool time waste na karein.
Shukriya!