Description
---
Super Power 70cc 2018 Model Urgent Sale.
File + Original Book Complete hai, CPLC Clear hai.
Running Paper Gum Ho Gaya Hai, Buyer Khud Duplicate Banwa Lega, Isi Liye Price Kam Rakha Hai.
Engine Ok Hai, Koi Bara Kaam Nahi Hai, Lo Aur Chalao.
Petrol Average Boht Achi Hai.
Location: Landhi, Karachi
Serious Buyer Hi Rabta Karein.
---
first owner k name hai uski nic copy mojood hai