Description
Sony Xperia XZ3 Mobile bilkul saaf suthri aur achi condition mein hai, pubg 60 fps par chalata ha koi lag waghera nhi ha aur kisi kisam ka koi fault nahi hai. Is ka OLED curved display ha non pta
and camera videos kai liye bohat ala ha.
battery backup easily 1 day daita ha
paiso mai kami paishe ho jayegi chaska wala dhr rahin