Description
Assalam-o-Alaikum
Single Bed for sale, pure Sheesham / solid wood ka bana hua hai.
Headboard or footboard dono mazboot hain, koi toot phoot nahi hai.
Size: Single Bed (1 banday ke liye)
Condition: Used, lekin bilkul saaf or mazboot hai.
Sirf bed ka frame hai.
Ghar shifting ki waja se bech rahe hain.
Location: Warsak Road, Peshawar
Price: 25,000 (Thori kami ho jayegi)
Serious buyers rabta karein.