Description
Sinbo Electric Baking Oven for Sale – Excellent Working Condition
Sinbo ka bara electric oven sale ke liye available hai.
Sirf 2 saal use hua hai
Bilkul theek kaam karta hai
2 trays included
Poori chicken bake kar sakte hain
Cake, pizza, biscuits aur doosri cheezen bake/cook karne ke liye useful
Ghar mein baking aur cooking ke liye best
Reason for Sale: Hamare area mein bijli nahi hai, is liye sale kar rahe hain.
Demand: Rs. 15,000
Interested buyers contact karein. Serious buyers only.