Description
2015 Model Gaari Sale Ke Liye
Gaari ki condition 9.5/10 hai.
Engine bilkul OK hai
Tyres bilkul OK hain
Body bohat achi condition mein hai
Battery new hai
Wiring bilkul theek hai
Gaari mein koi kaam nahi hai
Overall condition 9.5/10
Gaari bohat achi condition mein hai, serious buyers rabta karein.