Description
Samsung Galaxy Note 10+ 5G hai. Phone bohat achi condition mein hai.
Single SIM
Battery new original Interlink ki lagwai hai, battery backup bohat acha hai
Display bohat shandar hai (Dynamic AMOLED)
Camera bohat acha hai
Speakers best hain, awaaz clear aur loud
S Pen saath hai
RT ka original PD charger, super fast charging karta hai
Ronin ki C to C cable bhi saath hai
Sirf ek chota sa masla: display ke right lower corner mein pencil pin jitna chota dot hai. Phone chalte hue nazar nahi aata. Isi liye price kam rakhi hai.
Serious buyer hi rabta karein. Phone dekh kar, check karke lein.