Description
Samsung Galaxy J6 Plus, 3GB RAM / 32GB storage.
PTA approved hai.
Colour red hai, dual SIM.
Mobile bilkul theek chal raha hai.
Fingerprint sensor kaam karta hai.
Wi-Fi bhi theek hai.
Touch sahi chalta hai.
Panel change hai, lekin bilkul theek kaam kar raha hai.
Crack sirf screen protector par hai, real screen par nahi.
Battery backup 4 se 5 ghante hai.
Charger saath hai (original nahi hai).
Box nahi hai.
For Buy, OLX chat par message karein.