Description
is mobile me or koe masla nahe hai bs 3 hafto se aik masla aya hai call pe yaha se awaz nahe jati. speaker on karke ya handsfree,airpods pe batt karne se awaz jati hai baki waha se awaz tek ati hai baki speaker ke awaz tek hai voice msg be huta hai or voice msg ke awaz be hai video ke awaz be hai baki koe issue nahe
mobile saf hai aik dagh be nahe hai
exchange be possible hai
mobile or box available only