Description
Humein apne Men's Clothing Outlet ke liye ek experienced salesman ki zaroorat hai.
Requirements:
Retail shop par kam az kam 2–3 saal ka experience ho.
Shop ke tamam kaamon ka tajurba ho, jaise customer dealing, sales, stock handling, display aur billing.
Shalwar Kameez, Kurta aur Men's Garments ki selling ka experience ho
Customer ko achi tarah deal karna aur sale karna aata ho.
Mehnati, zimmedar, honest aur time ka paband ho.
Baghair retail experience wale hazraat rabta na karein.
Salary: Experience aur skills ke mutabiq
Location: Gulshan-e-Iqbal, Karachi
Apply Karne Ke Liye:
Apna CV aur previous work experience WhatsApp karein.
WhatsApp: Tasweer mai diye gaiye whatsapp number pr raabta krein