Description
almari sale kr raha hun loga ki bahtreen halat ha ghr me jagah nhi ha rakhna ki is lia munasib rate py dy raha hun 1 sal hua ha liya hua just 1 darwaza ka lock arh gaya tha jis ki waja se uper nicha se Zara sa surakh krna parha baki all ok ha fnf 15 ki da do ga agar kisi bhn bhai ko cahiya to Whatsapp py rabta kara shukriya