Description
4 Seater Sofa Set (2+2) for sale in Multan.
Color: Black
Material: Leather / Rexine
Condition: Frame bilkul mazboot hai, kahin se toota ya dhasa hua nahi hai. Rexine purana ho gaya hai, jaisa pictures me nazar aa raha hai. Seat aur arm se phata hua hai, foam nazar aa raha hai.
Ye sofa us ke liye best hai jo poshish karwana chahta hai. Sirf naya kapra charhana hai, andar se sofa theek hai.
Location: Multan