Description
Redmi Note 15 (Black) 8GB/256GB – 6.5+ Months Warranty, Box + Charger + 2 Covers
Redmi Note 15 (Black, 8GB RAM / 256GB Storage) bilkul clean condition mein, ek dam smooth chalta hua.
6.5+ months ki warranty abhi baqi hai
Original box ke sath
Original charger ke sath
2 covers: ek box wala original, ek alag se liya hua
Koi issue nahi, daily use ke liye perfect
Price: Rs. 77,000 – slightly negotiable
Sab accessories ke sath yeh best deal hai. Itni warranty wala phone is price mein dobara nahi milega.
Karachi | Sirf serious buyers rabta karein. Pehle aao, phone check karo, phir deal karo.