Description
Redmi A2+ For Sale – Urgent Sale
Main apna Redmi A2+ mobile sell kar raha hoon. Mobile mein 3GB RAM aur 64GB internal storage hai.
Mobile achi condition mein hai aur normal use ke liye behtareen hai. Kuch zaroori maali zarooriyat ki wajah se mobile sell kar raha hoon.
Price munasib rakhi gayi hai. Genuine buyer ke liye thori bohat negotiation ho sakti hai.
Sirf serious buyers rabta karein. Shukriya!