Description
Realme Note 60x Sale Ke Liye
Storage: 64GB
Condition: 10/10
- Mobile bilkul saaf aur neat hai.
- Kabhi repair nahi hua.
- Sab kuch bilkul theek kaam karta hai.
- 2025 ka end main khareeda tha with mobile box available
Sirf serious buyers rabta karein.