Description
Sirf 4–5 mahine use hua hai, bilkul achi condition mein hai. Tamam accessories original box ke sath available hain. Company ki taraf se jo protector laga hua aaya tha, woh bhi abhi tak nahi utara. Main sirf is liye change kar raha hoon kyun ke mujhe iPhone lena hai.