Description
realRealme C71 for Sale - Excellent Condition 10/9.3
>
> Mobile bilkul ok hai, koi fault nahi hai, koi kaam nahi hua hai, sealed set hai. 8/128 ha
> Condition 10/9.5 hai, sirf back cover use karne ki wajah se halka sa nishan hai jo tasweer me nazar araha hai, baki front, back, sides bilkul saaf hain.
> Touch, Camera, Battery, Fingerprint, Speaker sab 100% working hai.
>
> Sath me Original Dabba aur Original Fast Charger milega.