Description
Assalam-o-Alaikum!
Main apna Realme C100X sale kar raha hoon. Phone bilkul lush condition mein hai aur bohat kam istemal hua hai. • Variant: 6GB RAM / 128GB Storage
• Condition: 10/10 (Koi scratch ya fault nahi hai, bilkul fresh hai)
• Warranty: 9 Months official warranty baqi hai
• Accessories: Complete original dabba (box) aur original charger saath hai
• PTA Status: PTA Approved
Phone mein kisi kisam ka koi masla nahi hai, har cheez original hai. Sirf serious buyers rabta karein. Price mein thori bohot kami beshi ho jayegi.
(Chat with seller) whatsaap only