Description
zero32one 25one89one3
male jumbo big size ka haii female normal size wali hai.
dono bolte Hain female zyada baten karti hai.
mithhu mithhu, papa, whistle, mithhu ko roti do mene bola mithhu ko roti do,mazeed bhi bht Kuch bolten Hain Kafi baten Jo smjh ati Hain likh di Hain or bhi bht Jo humen smjh nahi ata bolte rehte Hain male akele main zyada bolta hai Sath main Kam bolta hai.
dono good active and healthy Hain koi nuqs ya koi bemari nahi hai. nails, fingers, beaks and tails perfect ok hai.
mene feathers cut kiye hue Hain bht zyada urne lag gae the.
pehle pora din time deta tha inko ab karobar main masrifyat ki waja se time Kam de raha hn.
dono Bache hi liye the.
serious person Jo Sahi se care krna Janta ho Wohi rabta kren fazol ki offer's den wale sorry mazrat ke Sath woh rabta na kren.
cage inke Sath nahi hai or price Kuch negotiable ho jaenge.
contact number zero(Chat with seller)