Description
Bilkul Saaf Halat mai camera ha koi fault ni
itna ziada camera use ni hua . . .
dabba pack liya tha ak haath ka chala hua ha . . .
dabba bhi sath milay ga . . . .
camera bag bhi sath milay ga ap ko
Camera bag bhi sath milay ga. . . . .
Audio cable bhi sath milay gi jo sound mixer kay sath Audio laynay kay liay lagti ha. . . .
original battery jo camera kay sath ati ha wo bhi sath ho gi aur ak extra battery 6600 Mh bhi sath milay gi . . . .