Description
Canon ka yeh multi-function printer sale ke liye available hai jo printing, scanning aur copying teeno features ke sath aata hai.
Condition & Details:
Printer bilkul on aur functional hai, office mein lambe arse tak use na hone ki wajah se isko sirf mamooli repairing (serviceing) ki zarurat hai.
Features: Iske zariye aap asani se high-quality prints nikal sakte hain, documents scan kar sakte hain aur photocopies bhi kar sakte hain.
Note for Buyers:
.
Serious buyers original images aur videos ke liye WhatsApp par rabta kar sakte hain, deal close hone ke baad.