Description
Orient Medium Size Fridge For Sale
Brand: Orient
Size: Medium (Family Size )
Condition: 10/10 - Bilkul Saaf Suthra
Cooling: Zabardast - Freezer Me Baraf Jalta Hai
Compressor: Original - Kabhi Repair Nahi Hua
Gas: Full - Koi Gas Ka Masla Nahi
Body: Neat & Clean - Koi Zang Nahi
Ye fridge ghar ke istemal me raha hai. Sirf naya fridge lene ki wajah se bech raha hoon. Aake check karke le sakte hain.
Price: 45,000 (Thori kami ho jaye gi)
Location: Qalandarabad, Abbottabad
Delivery: Khud aake le jana hoga
Serious buyer rabta karein, time pass wale door rahein.
Shukriya!