Description
Oppo Reno 5 Pro 5G for sale
8+3GB RAM
256GB Storage
Non PTA
Condition bilkul saaf hai 10/10
Koi fault nahi hai, sab kuch working hai
In-Display Fingerprint working
Camera, Battery, Touch sab 100% ok hai
Sirf aik chota sa dot hai camera ke paas, jo tasveer me saaf nazar aa raha hai. Us ke ilawa set me koi masla nahi hai.
Serious buyer rabta karein.
Fazool offer walay door rahei