Description
OPPO A53 for Sale
Condition 10/10, bilkul saaf set hai, koi scratch nahi hai.
PTA Approved hai.
4GB RAM, 64GB Memory
Battery timing boht achi hai, sara din chalti hai.
Camera, Fingerprint, Face Lock sab working hai.
Koi fault nahi hai, kabhi khula nahi hua.
Sirf set hai, charger sath mil jaye ga.
Serious buyer rabta karein.