Description
BRAND OPPO A5
RAM : 4+3 Storage 128
yerr joasla haa wo ma bta raha hoo front camera ni chalta back chalta haa lakin saf ni haa blur haa baki kisi kisam ka koi masla ni haa sab kuch sahi chaita haa mobile ma kisi bhi cheaz ki koi repairing ni hoi panel tota tha to mana lagwaia tha 1 saal takriban hoo gay haa bulkul sahi chalra haa kisi kisam ka koi issu ni aara har cheaz sahi chalti haa battery timing bhi achi data haa box pack lia tha is lia box haa mara pass yerr bass zarorat bhi paso ki is lia sale kara hoo