Description
Yeh oppo A12 hai (3/32) dual sim pta approved hai aur chalne main smooth hai aur pora phone working condition main hai koi masla nhi hai bas aik cheez hai iske pannel main scratches hai woh bas dekhte hai baki touch main koi masla nhi hai
(PRICE MAIN THORI KAMI BESHI HOJAYEGI)