Description
Assalam-o-Alaikum,
Mujhe apni pet cat ka emergency treatment karwana hai, is wajah se apna phone urgent sale kar raha hoon.
Model: OnePlus 3T (6GB RAM, 64GB ROM)
Condition: Phone bilkul okay hai, bas back camera glass par halka sa crack hai jo pictures mein clear hai.
Demand: Rs. 10,000 final hai.
Majboori ki wajah se price already buhat munasif rakhi hai taake jaldi sale ho jaye, lekin serious buyer ke sath mouqe par thori bohat kami ho jaye gi.
Raabta karein, shukriya!