Description
mobile billul okay ha kisi kisam ka koi masla nahi mera lhud ka use ma ha pubg 120 fps deta ha snapdragon 8 gen 2 ha condition bilkul 10/10 ha front pr glass or back or sheet lagi ha bas minor shade ha or koi masla nahi original box or charger bhi sath ha only serious buyer rabta kra please or bas WhatsApp pr rabta krna mobile non pta ha har cheez okay ha mobile ki bas upgrade krna ha ya sale kr ka baki rate ma kami bhi kr du ga ak linee. aa gyi ha pata nahi kaisa kabhi aa jati ha kabhi gayab ho jati ha Baki sab sahi ha