Description
panel pr line hain glass crack h proper work nh krta
board main 1500 ka koi chota sa kam hai wesa board bilkul okay hai. pta approved hai
baki parts sahi hain. battery bilkul ok hai mena sirf 20 din use kya tha mera accident hua tha phone khatm hu gya tha us ma
8/128 global varient hai.
agar kesi k kam k hu rate laga dy chat m smhj aya dy dun ga